Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain Lyrics | Amar Kahani | Suraiya

(Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain
Sajan ghar aane waale hain
Balam ghar aane waale hain) – 2

(Jhum-jhum kar diye ki baati
Mere dil ko kare ishaara) – 2
(Jaan gayi main aane waala
Hai tera saajan pyaara) – 2

Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain
Sajan ghar aane waale hain
Balam ghar aane waale hain

(Jin galiyon se aaye balamawa
Un galiyon mein nain bichhaayuun
(Qadam-qadam par aashaaon ke
Deep jalaati jaayuun) – 2

Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain
Sajan ghar aane waale hain
Balam ghar aane waale hain

(Aaj raat aankhon-aankhon mein
Kah dungi sab dil ki baatein) – 2
(Roz-roz kab aati hain ye
Madur milan ki raatein) – 2

(Diwaali ki raat piya ghar aane waale hain
Sajan ghar aane waale hain
Balam ghar aane waale hain) – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *