Kamsini me dil pe gham kaa bar kyo – (2)
Wah yeh kismat pas gul ke kar kyo – (2)
Tut jab ummid hee apani gayi – (2)
Bandh raha hai ansuo kaa tar kyo – (2)
Dil huwa tukde toh pehle bar me – (2)
Phir bhi tiro kee hai yeh bauchhar kyo
Vir iss diwanagi me hai maja – (2)
Log kehte hain ise ajar kyo – (2)