Ghir Ghir Ke Aayi Badariya Lyrics | Ek Thi Ladki | Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar | Vinod

Ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

Rote hai nain banware inhe samjha ja

Pehle to aas dilai ab fir kyu aakh churayi

Hatho me hath diya hai laaz nibha ja
Hatho me hath diya hai laaz nibha ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

Aankhe fariyad karengi ro ro kar yaad karengi

Aankho ki bhul balma aake bata ja
Aankho ki bhul balma aake bata ja
Rote hai nain banware inhe samjha ja
Ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja
Ghir ghir ke aayi hai badariya sajanva na ja

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *