Jawa Hai Mohabbat Hasi Hai Jamana Lyrics | Anmol Ghadi | Noor Jehan | Naushad

Jawa hai mohabbat hasi hai jamana
Lutaya hai dil ne, khushi kaa khajana
Jawa hai mohabbat……..

Mohabbat kare, (khush rahe muskuraye -2)
Naa soche hame kya kahega jamana
Jawa hai mohabbat……..

Abhi tak mujhe, (yad hai woh kahani -2)
Naa bhulega bachapan kaa rangin jamana
Jawa hai mohabbat……..

Kya ankho ankho me baten huyi hain – (2)
Kisine naa dekha kisine naa jana
Jawa hai mohabbat……..

Tum aaye ke bachpan mera, laut aaya, laut aaya
Mila hai mujhe jindgi kaa bahana
Jawa hai mohabbat……..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *