Samay Ka Pahiya Chalata Hai Lyrics | Bhoothnath | Hariharan, Sukhwinder Singh | Vishal Shekhar

Samay Ka Pahiya Chalata Hai Lyrics | Bhoothnath | Hariharan, Sukhwinder Singh | Vishal Shekhar

Krodh ke bojh ko mann pe uthaye kaahe chalta hai prani
Kshama jo shatru ko bhi kar de
Wahi mukt hai wahi gyani

Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai
Raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai
Uski jarasi jyot sahi
Par dur se usko dekh koi barso ka musafir
Girte girte sambhalta hai
Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai
Raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai
Uski jarasi jyot sahi
Par dur se usko dekh koi barso ka musafir
Girte girte sambhalta hai
Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai

Maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraya
Maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraya
Bas tu hi mera apna hai
Bas tune pyar nibhaya
Kaam krodh aur lobh main dhaj kar ja sakta hu
Tujhko chahu bhi to main kaise bhula sakta hu
Tera pyar bhi ek bandhan hai
Tu hi bata
Kya main mukti pa sakta hu
Tu nahi jaanta tu mera ab hai kya
Tujhko hu dekhta to dil kaise pighalta hai
Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai

Din me soya
Raat aayi to ab jaaga soya kab tha
Din me soya
Raat aayi to ab jaaga soya kab tha
Ab kya suraj dhundhe pagale dub gaya suraj kab ka
Barso pehle jo thi ik nadi pyar ki beh gayi wo nadi
Haath ab tu kya malata hai
Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai
Raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai
Uski jarasi jyot sahi
Par dur se usako dekh koi barso ka musafir
Girte girte sambhalta hai
Samay ka pahiya chalta hai
Din dhalta hai
Raat aati hai

Aasma me jagmag taare
Meri aankh me jhilmil aansu
Kaha chhupa hai koi ishara to de de tu

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *