(Jale na kyo – 2
Jale na kyo parvana – 2) – (2)
Shama dikhakar husn ke jalve – 2
Bana ke jab diwana
Jale na kyo parvana
(Dil ki lagi ka naam hai ulfat
Dil ki lagi ka naam ulfat hai) – (2)
Aur ulfat ka hai ye matlab – 2
(Chupake chupake dhire dhire
Hans hans ke jal jana) – (2)
Jale na kyo parvana
Jale na kyo – 2
Jale na kyo parvana – 2
Jalana hai to phir jal jaye ho
Jalana hai to phir jal jaye
Husn ke sanche me dhal jaye – 2
(Ishq me dono ek hai ab to
Jina ya mar jana) – (2)
Jale na kyo parvana
Shama dikhakar husn ke jalve – 2
Banaa ke jab diwana
Jale na kyo parvana
