Mere Aye Dil Bata, Pyar Tune Kiya Lyrics | Jhanak Jhanak Payal Baje | Manna Dey, Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Mere Aye Dil Bata, Pyar Tune Kiya Lyrics | Jhanak Jhanak Payal Baje | Manna Dey, Lata Mangeshkar | Vasant Desai

Mere aye dil bata
Mere aye dil bata
Pyar tune kiya
Payi maine saja
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata

Tu khushi ke samundar se khela kiya
Kis maje se mujhe tune dhokha diya
Tujhko moti mile
Mujhko aansu mile
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata

Tu toh pagal raha pyar ke rag me
Tune dala mujhe dard ki aag me
Teri kismat khuli
Meri duniya jali
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata
Pyar tune kiya
Payi maine saja
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata

Sita ban ke chali ram ke sath me
Sukh ko thukra diya
Tyag ke kaanto par has ke chalti rahi
Ye janak ki suta
Mere aye dil bata
Kya karu
Kya karu
Maharani mira ne jogan ban mahlo ka tyag kiya
Le iktara chali dhundhne manmohan ka kaha pata

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *