(Ham ladkiya nahi hangama hain
Lagati hain sidhi sadhi ham me drama hain) – (2)
Ladko ke pitche pitche pitche jaye, (jadu chalaye ham hain balaye -2)
Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja
Bachke rehna re baba – (8)
Ladko kaa fashion huwa hain purana, aaya hain abb ladkiyo kaa jamana – (2)
Payal humari jab jab bajegi tumko lagega thumka lagana
Jadu chalaye ham hain balaye – (2)
Ek chutki me kar dungi mai tumko apna raja
Bachke rehna re baba – (8)
Aankho mai kajal agar ham lagaye, phir kya hain ham rat usko banaye – (2)
Pal bhar mai badal ko aawara karde, chunri agar ham hawa me udaye