Diya Jalakar Aag Bujhaya Lyrics  | Badi Maa | Ishwarlal, Noor Jehan, Yakub | Noor Jehan | Datta Korgaonkar

Diya Jalakar Aag Bujhaya Lyrics | Badi Maa | Ishwarlal, Noor Jehan, Yakub | Noor Jehan | Datta Korgaonkar

Diya jalakar aag bujhaya – 2
Tere kam nirale, nirale, (dil tod ke janewale -2)
Diya jalakar aag bujhaya

Phul pavan aur nadi kinara, karat ishare sanjh kaa tara
Vyakul hai man mera aaja – (3)
O chhod ke janewale, (dil tod ke janewale -2)
Diya jalakar aag bujhaya

Dol rahi hai man ki naiyya, kaha chhupe ho aao khevaiyya – (2)
Gam kaa tufan aane ko hai, (chhaye badal kale -2)
O chhod ke janewale, dil tod ke janewale
Diya jalakar aag bujhaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *