Lamha Lamha Lyrics  | Ye Stupid Pyar | Jatin, Noopur | Nikhil DSouza | Vipin Patwa

Lamha Lamha Lyrics | Ye Stupid Pyar | Jatin, Noopur | Nikhil DSouza | Vipin Patwa

(Lamha lamha mera hone laga hai tera
Baa khuda tum me khone laga hu jara) – 2
Hosh ho rahe hai gum mai hone laga hu tum
Jab se tum mile ho jane jana
Sab kuch hai badla badla lagne laga naya naya
Tum me dhalne laga hu jane jaana
You are my ham you are my evrything
Can not see you baby

Darmiya dil ke ab to tera hi khyal hai ho
Us jaham jindagi, makhmali sakhyal hai oo
Ankahi baate ab to saj rahi jubaan par
Sidha sa hu tera bhari hai imaan par
Rafta rafta mera hone laga sab tera
Huu baa khuda tum me khone laga hu jara
Hosh ho rahe hai gum mai hone laga hu tum
Jab se tum mile ho jane jana
Sab kuch hai badla badla lagne laga naya naya
Tum me dhalne laga hu jane jaana

Jara si bekarari hai jarasa khumar hai
Pahali baar jaana maine hota kaya pyar hai
Silsile chahat ke ab junuu me badal rahe
Armaan dil ke ab to karwate badal rahe
Bahaka bahaka dil mera ashik hua tera
Hosh ho rahe hai gum mai hone laga hu tum
Jab se tum mile ho jane jana
Sab kuch hai badla badla lagne laga naya naya
Tum me dhalne laga hu jane jaana
You are my ham you are my evrything
Can not see you baby

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *