Dono jahaan teri muhabbat mein haar ke – (2)
Woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
Dono jahaan teri muhabbat mein haar ke
Viraan hai maikada ?? saagar udaas hai – (2)
Tum kya gaye ki ruth gaye din bahaar ke – (2)
Woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
Dono jahaan teri muhabbat mein haar ke
Bhule se muskuraa toh diye the woh aaj faiz – (2)
Mat puchh walwale dil-e-naakar dakaarke – (2)
Woh ja raha hai koyi shab-e-gum gujaar ke
Dono jahaan teri muhabbat mein haar ke – (2)
Mm mm mm mm…..

