Ganga se bhi pawan hai
Sagar se bhi gehra hai
Sanso ka sangam ho jaye
Isliye ye pal thahra hai
(Kya tan kya man kya jivan – 2
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja – 2) – (2)
(Sundarta se bhi tu sundar
Yauvan ka barpur samandar) – (2)
Jab jab dekhu tujhko jage
Man me koi akarsan
Aaja aaja aaja – 2
Kya tan kya man kya jivan – 2
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja – 2
(Sari duri aaj mita de
Janam janam ki pyas bhuja de) – (2)
Mai jalti tapti chingari
Tu jal barsata sawan
Aaja aaja aaja – 2
Kya tan kya man kya jivan – 2
Sab kuch karde samarpan
Aaja aaja aaja – 2

