Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics  | Waris (1954) | Suraiya, Talat Mahmood | Rajkumari | Anil Biswas

Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics | Waris (1954) | Suraiya, Talat Mahmood | Rajkumari | Anil Biswas

Gazab kiya tere wade pe aitabar kiya
Tamam raat qayamat ka itazar kiya

(Sautan ghar na ja
O more saiya) – (2)
Sautan ghar na ja
Bairan ghar na ja
O more saiya
Sautan ghar na ja
O more saiya

Khabar na thi ke
Hame ashqabar kar doge
Hamari khushiya
Kisi par nisar kar doge
(Tod ke mera
Pyar ka sapna) – (2)
(Na ja padun mai
Tore paiya o more saiya) – (2)
Sautan ghar na ja
Bairan ghar na ja
O more saiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *