Bhool Na Jana Aaj Ki Bate Lyrics  | Wapas (1943) | Asit Baran, Bharati Devi | Asit Baran | Rai Chand Boral

Bhool Na Jana Aaj Ki Bate Lyrics | Wapas (1943) | Asit Baran, Bharati Devi | Asit Baran | Rai Chand Boral

Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana
(Ye upwan ye samay suhana
Bhool na jana) – (2)

(Dono ka aakar mil jana
Bhool na jana) – (2)
Khichna rukna aur sharmana – 2
Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana

(Khushi se hai man phula phula
Kaisa pyara pyara jhula) – (2)
Jhulna apna aur jhulana – 2
Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana

Dil se dil ka tar milakar – 2
Prem ka sundar saz bajakar – 2
(Jhum jhum jhum jhum
Dono ka gana) – (2)
Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *