Tu Hawa Lyrics | W (2014) | Armaan Malik | Daboo Malik

Tu hawa tu zameen tu aasmaan main bhi wahan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan udde hum kahan
Judi hamari daastan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan
Udane ki chaha hain bas udana hain mujhe
Har aasmaan se pare le jaaun main tujhe

Udane ki chaha hain bas udana hain mujhe
Har aasmaan se pare le jaaun main tujhe
Mile hum wahan jahan naya ho jahaan
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan
Sapno ki kashtiyaa behane de iss tarah
Tufaan bhi aaye to tham jaaye woh zara

Sapno ki kashtiyaa behane de iss tarah
Tufaan bhi aaye to tham jaaye woh zara
Huye yun woh fanna jeeye hum sadaa
Tu hawa tu zameen tu aasmaan
Main bhi wahan tu jahan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *