Aadami Zindgi Aur Ye Aatma Lyrics | Vishwatma | Mohammed Aziz | Viju Shah

(Aadami zindgi aur ye aatma – 2
Dhundate hai sabhi tujhako paramatma
Ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma – 2) – (2)

(Aaj ke din mai aakaash se gir pada
Pehale chhota sa tha ho gaya ab bada) – (2)
Waqt rehta nahi ek jagah pe khada
Chalta rehta hai ye umra ka kafila
Aadami zindgi aur ye aatma – 2
Dhundate hai sabhi tujhko paramatma
Ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma – 2

(Ek ghar me bhi har ek se hai alag
Dekhate hai alag sochate hai alag) – (2)
Hum alag kyon na ho hum bane hai alag
Pyar ne kar diya par hame ek saath
Aadami zindgi aur ye aatma – 2
(Dhundate hai sabhi tujhko paramatma
Ye milan jo karaye wo vishwatma vishwatma) – (2)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *