Musafir hansi khushi ho paar – 3
Har sukhe patte ki ot se – 2
Jhak rahi hai bahar – 2
Musafir hansi khushi ho paar – 2
Dukh ki rah me sukh ki galiya – 2
God me kato ki hai kaliya – 2
Kiye hue sringar – 2
Musafir hansi khushi ho paar – 2
Rain gayi wo suraj aaya – 2
Aasha ka ujiyara chaya – 2
Ab chinta bekar – 2
Musafir hansi khushi ho paar – 2
(Bahut badab desh tera
Jaha suhana sanjh savera) – (2)
Bas himmat mat har – 2
