Kal Nahi Tha Vo Kya Hai Aaj Ye Lyrics | Vishwa Vidhaata | Hariharan, Sujata Trivedi | A R Rahman

Kal nahi tha vo kya hai aaj ye
Kah gai ye hawaye kya mujhe
Kahi ye khwab to nahi kahi ye pyar to nahi
Hardam aas ho gai kyu man me

Kal nahi tha vo kya hai aaj ye
Kah gai ye hawaye kya mujhe
Ye kya haal ho gaya mujh ko ye kya ho gaya
Hardam aas ho gai kyu man me

Hai khuda bhi kaha maan ki mamata bina
Swapn aate nahi pyar jage bina
Hai kaha ye mohabbat chahto ke bina
Dhadkano ki zuba dhadkano ne suni
Uth raha hai dhua aag to hai vahi
Pyar milta jaha par zindagi hai vahi
Aasman hai jaha hai sitare vaha
Chandni hai jaha chandrama hai vaha
Mazile hai vahi pe pyar hota jaha

Kal nahi tha vo kya hai aaj ye
Kah gai ye hawaye kya mujhe
Ye kya haal ho gaya mujh ko ye kya ho gaya
Hardam aas ho gai kyu man me

Pyar ki raah me aap jo mil gaye
Raah me hazaro dip kyu jal gaye
Aaj kyu mere man me phul khil gaye

Kal nahi tha vo kya hai aaj ye
Kah gai ye hawaye kya mujhe
Ye kya haal ho gaya mujh ko ye kya ho gaya
Hardam aas ho gayi kyu man me

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *