Hatho ki chand lakiro ka – 2
Sab khel hai hai bas taqdiro ka – 2
Taqdir hai kya mai kya janu – 3
Mai aasiq hu tadbiro ka – 2
Hatho ki chand lakiro ka
Tiri tam ta tam – 2
(Apni taqdir se kon lade
Panghat pe pyase log khade) – (2)
Mujhko karne hai kam bade
O yara kam bade
O lala kam bade
O shok tujhe taqriro ka – 2
Mai aasiq hu tadbiro ka
Hatho ki chand lakiro ka
(Mai malik apni kismat ka
Mai banda apni himmat ka) – (2)
Dekhenge tamasa daulat ka
O yara daulat ka
Hum bhesh badal ke fakiro ka – 2
Dekhenge khel taqdiro ka
Taqdir hai kya mai kya janu
Mai aasiq hu tadbiro ka
Hatho ki chand lakiro ka
