Aisa Toh Socha Na Tha Lyrics | Victory | KK | Anu Malik

Ay saawara…., saawara, ay saawara……

Aisa toh socha na tha, aisa bhi ho jaayega
Yeh mujhase kya ho gaya, yeh maine kya kar diya
Dhuwa dhuwa hai har jagah
Aankhon mein jaane yeh kaisa andhera ghula
Anjaan hai aasmaan, aisa toh socha na tha
Bikhare pade hai tutake, chaaha tha kya aur kya huwa

Meri yeh jaan mera jahaan, sub kuchh mujhe tune diya
Thokar lagi muhako kabhi, badhake mujhe thaam liya
Meri yeh jaan mera jahaan, sab kuchh mujhe tune diya
Bejaar hai yeh sochake, tere liya bana bad duwa
Aisa toh socha na tha, aisa bhi ho jaayega
Yeh mujhase kya ho gaya, yeh maine kya kar diya
Dhuwa dhuwa hai har jagah
Aankhon mein jaane yeh kaisa andhera ghula
Anjaan hai aasmaan, aisa toh socha na tha
Bikhare pade hai tutake, chaaha tha kya aur kya huwa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *