Tum Dil Me Bas Gaye Ho Lyrics | Veergati | Mangal Singh, Sadhana Sargam | Aadesh Shrivastava

Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Mai khati hu tumhari kasam – 2
O dilruba jane jana
Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Mai khati hu tumhari kasam – 2

(Parwat me jaise jharne ka pani
Badal me jaise bijli ki rawani
Tan man me tum aise base ho
Sanso me jaise jindgani) – (2)
Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Mai khati hu tumhari kasam – 2
O dilruba jane jana
Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Mai khati hu tumhari kasam – 2

(Chand bhule na jaise chamakna
Phul bhule na jaise mahakna) – (2)
Mai tumko na bhulu ek pal
Dil bhule na jaise dhadakna
(Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam) – (2)
Mai khati hu tumhari kasam – 2
O dilruba jane jana
Tum dil me bas gaye ho
Sanam sanam sanam
Mai khati hu tumhari kasam – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *