Meri Nigah Me Kya Banke Lyrics | Veergati | Kumar Sanu, Sadhana Sargam | Aadesh Shrivastava

((meri nigah me kya banke
Aap rahte hai) – (2)
Kasam khuda ki – 2
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke
Aap rahte hai) – (2)

(Labo pe aapke aaye na
Aaye naam mera) – (2)
(Mere labo pe dua banke
Aap rahte hai) – (2)
Ha kasam khuda ki – 2
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke
Aap rahte hai – 2

(Jamana sadiyo se
Jiski talash karta hai) – (2)
(Usi khushi ka pata banke
Aap rahte hai) – (2)
Kasam khuda ki – 2
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke
Aap rahte hai – 2

(Safar ki dhup me jab
Chhon ki tamanna ho) – (2)
(To mere sath ghata banke
Aap rahte hai) – (2)
Kasam khuda ki – 2
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah me kya banke
Aap rahte hai – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *