Duniya Najaare Na Ghulo Ka Khilna Lyrics | Mafia | Kumar Sanu, Alka Yagnik | Anand Milind

Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

Aaj mile ho kal bhi aana dekho na mujhe ab tadpana
Jutha koi vada na karna

Dekha jab tumko samne pal me kaha mai kho gayi
Koi to bataye kya karu ladki diwani ho gayi
Dekha jab tumko samne pal me kaha main kho gayi
Koi to bataye kya karu ladki diwani ho gayi
Mera hai mera sanam
Tumko hai meri kasam
Chori chori aahe na bharna
Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

Hotho pe tumhara naam hai aanko me tumhare khawab hai
Dil me tumhara pyar hai armaan bade betaab hain

Yaado me khone bhi do
Baho me sone bhi do
Jane jaha jag se na darna
Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
Aaj mile ho kal bhi aana dekho na mujhe ab tadpana
Jutha koi vada na karna
Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna
Duniya najare na gulo ka khilna acha lagta hai bas tumse milna

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *