Ae Sochta Hai Kya Aaja Lyrics | Vandana | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma

(Ae sochta hai kya aaja
Bada maza hai mere pyar me) – (2)
Ae sochta hai kya aaja

Sharam kaisi koi
Nahi dekhne wala
(Koi nahi yaha dekhne wala
Kaisi gajab ki tanhai hai) – (2)
Thandi hawao ne mahaki fijao ne
Dil ki tamana jagai hai
Tu bhi jawa mai bhi jawa – 2
Tu bhi akela mai bhi akeli
Ae ae sochta hai kya aaja
Sach kahti hu
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya aaja

(Bhigi jawani tujhko bulaye
Baho me aaja mere dilbar) – (2)
Ang laga le aise na apne
Chahne walo par sitam kar
Mujhko utha gale laga – 2
Teri deewani meri jawani
Ae ae sochta hai kya aaja
Aaja na
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya aaja aaja
Bada maza hai mere pyar me
Ae sochta hai kya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *