Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam Lyrics | Amar | Lata Mangeshkar | Naushad

Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam Lyrics | Amar | Lata Mangeshkar | Naushad

Tere sadke balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan
Ho
Tere sadke balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan
Ye samaa ye jahaa phir kahaan
Tere sadke balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan

Din hai suhaane
Phir kaun jaane aaye na aae bahaar
Tu gham ko pi le
Dam bhar ko ji le
Duniya ka kya aetbaar
Ho ji piyaa
Duniya kaa kya aetbaar
Tere sadke balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan

Kaanto me daaman ulajhe na saajan
Phulo me hans kar guzaar
Thodi khushi hai
Thodi hansi hai
Dukh zindagi me hazaar
Ho ji piyaa
Dukh zindagi me hazaar
Tere sadke balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan

Naiya milan ki mauje pavan ki
Kahti hai tujhko pukaar
Gaataa chalaa chal
Hansta chalaa chal
Jivan ki nadiyaa ke paar
Ho ji piyaa
Jivar ki nadiya ke paar
Tere sadake balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan
Ye samaa ye jahaa phir kahaan
Tere sadke balam na kar koi gham
Ye samaa ye jahaa phir kahaan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *