Jaye To Jaye Kaha Samjhega Kaun Yaha Lyrics | Taxi Driver | Talat Mahmood | S D Burman

Jaae to jaae kahaan
Jaye to jaye kaha
Samjhega kaun yaha dard bhare dil ki zuban
Jaye to jaye kaha

Mayusiyo ka majama hai ji me
Kya rah gaya hai is zindagi me
Mayusiyo ka mayusiyo ka majama hai ji me
Kya rah gaya hai is zindagi me
Ruh me gam dil me dhua
Jaye to jaye kaha
Samjhega kaun yaha dard bhare dil ki zuban
Jaye to jaye kaha

Apna bhi gam hai unka bhi gam hai
Ab dil ke bachaneki ummid kam hai
Unka bhi gam hai apna bhi gam hai
Ab dil ke bachaneki ummid kam hai
Ek kashti sau tufan jaye to jaye kaha
Samjhega kaun yaha dard bhare dil ki zuban
Jaye to jaye kaha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *