Jaaye To Jaaye Kahaa Lyrics | Taxi Driver | Lata Mangeshkar

Jaaye to jaaye kahaa, samazegaa kaun yahaan
Dard bhare dil kee joobaan

O jaanewaale daaman chhudaake
Mushkil hain jeenaa tuz ko bhulaake
Is se to hain, maut aasaan

Seenen mein shole, saanson mein aahen
Is jindagee se kaise nibhaaye
Har jajabaan hain, wiraan

Jaaye toh jaaye kaha, samajhega kaun yaha
Dard bhare dil kee jubaan

O jaanewaale daaman chhuda ke, mushkil hain jina tujhako bhulaake
Isase toh hain maut aasaan, jaaye toh jaaye kaha

Sine me shole saanso me aahe, iss jindagee se kaise nibhaaye
Har jajba hain viran, jaaye toh jaaye kaha

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *