Mai har raat jagi ki is baar sayad
Mohabbat tumhe is taraf khich laye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye – 2
Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Barasne lage ashq to kya nind aaye – 2
Udhar kadke bijli idhar jaan jaye – 2
Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Jara ek najar is taraf ab to dekho – 2
Jamana hua hai hume muskuraye – 2
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye
Na puchho ye din humne kaise bitaye
Tumhari kasam tum bahut yaad aaye