Maine Tujhse Pyar Kiya Hai Lyrics | Suryaa – An Awakening | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Laxmikant-Pyarelal

(Maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi) – 3
Maine tujhse pyar kiya hai
Ek phul chuna hai maine – 2
Itne bade chaman se
Ek sitara chura liya hai
Itne bade gagan se
Sari dunia dekhi maine koi
Mujhko jacha nahi
Tere aage sar jhukta hai – 2
Kyu jhukta hai pata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko
Iska mujhko pata nahi maine tujhse pyar kiya hai

Mehki mehki baat kare hum arz baharo se lele – 2
Apne apne khwab bune yuhi khyalo me akele
Tu mujhko achi lagti hai kyu lagti hai pata nahi – 2
Kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi

(Maine tujhse pyar kiya hai isme meri khata nahi
Kitna pyar diya hai tujhko iska mujhko pata nahi) – 2
Maine tujhse pyar kiya hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *