La la lalla lai lai lai lai lai lai………
(Baat kehne ko toh puraani hai – 2
Jack n jill ki ek kahaani hai – 2) – 2
(Bhuri aabkhon ka ik ladka tha
Nili aankhon ki ik ladki thi) – 2
Pehle din hi mile the jab dono, ik chingaari jaise bhadaki thi
Naam isaka hi toh jawaani hai, (jack n jill ki ek kahaani hai – 2)
Jab muhabbat badhi toh baat badhi, jine marne ka uname waada huwa – 2
Abb toh dono ko ek hona hai, yeh kasam khaayi yeh iraada huwa
Chaahat hoti hi hai kuchh deewaani hai
Jack n jill ki ek kahaani hai – 2
Unako samjhaya ek budhe ne, ek pahaadi pe tum jo jaaoge – 2
Pi ke uss kuye ka paani tum, aarjoo jo karoge paaoge
Uss kuye ka kuchh aisa hi paani hai
Jack n jill ki ek kahaani hai – 2
(Jack n jill pahaadi par toh gaye
Apani manjil magar woh pa na sake) – 2
Iss mohabbat ka kya huwa anjaam – 2
Roye bin koyi bata na sake – 2
Yaad hi unaki ik nishaani hai – 2
Jack n jill ki ek kahaani hai – 2
Baat kehne ko toh puraani hai – 2
Jack n jill ki ek kahaani hai – 4
La la lalla lai lai lai lai lai lai………