Maulaa maulaa
(Mujh ko bata mera dar hai kahan maula – 2
Jogi bana main phira rawan kinna – 2) – 2
Rooh ko tu hawa, bus tu hi aab hai – 2
Is nazar ko tou tera hi khaab hai
Is nazar ko tou sirf tera hi khaab hai
Mujh ko bata mera dar hai kahan maula – 2
Jogi bana main phira rawan kinna – 2
Jogi bana….
Shoor kyun kar rahi yahan har ek zaban – 2
Naam tera kahan gumshada gumshada – 2
Mujh ko bata mera dar hai kahan maula – 2
Jogi bana main phira rawan kinna – 2
Jogi bana maula, jogi bana maula
Jogi bana maula, jogi bana maula
Jogi bana main phirda rawan kinna – 2
Mujh ko bata mera dar hai kahan maula – 2
Jogi bana main phirda rawan kinna – 2