Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ik Insaan Banya Lyrics | Chhota Bhai | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Bhagwan Ne Apne Jaisa Har Ik Insaan Banya Lyrics | Chhota Bhai | Lata Mangeshkar | Laxmikant Pyarelal

Bhagwan ne apne jaisa bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa

Vo kya hai ik kiran hai jo dur kare andhiyare
Jo dur kare andiyare baate uska ujiyaara
Ye suraj chand sitare usne har jyot jlayi
Usne har deep jalaya bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya bhagwan ne apne jaisa

Duniya mein khud janm lekar jeevan ki reet banayi
Jeevan ki reet banayi banke khud meet sabi ka
Ishwar ne preet banayi
Jivan dene wale jina bhi hume sikhlaya

Har ek insaan banaya ye juth kidhar se aaye
Ye paap kaha se aaya bhagwan ne apne jaisa
Har ek insaan banaya bhagwan ne apne jaisa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *