Zindagi Aa Raha Hoon Main Lyrics | Zindagi Aa Raha Hoon Main (Non Film) | Atif Aslam | Amaal Malik

Zindagi Aa Raha Hoon Main Lyrics | Zindagi Aa Raha Hoon Main (Non Film) | Atif Aslam | Amaal Malik

Main sarphira musafir
Hawao pe chalu
Yaaro ka main yaar hu
Ha hans ke sab se milu
In khali khali jebo mein irade behisab hain
In chhoti chhoti ankho mein
Bade bade se khwab hain
Saja de meri raahe tu
Khol de apni baahe tu
Aa raha hu main
Zindagi aa raha hu main
Kar le aa mujhse dosti
Zindagi aa raha hu main
Aa raha hu main
Zindagi aa raha hu main
Kar le aa mujhse dosti
Zindagi aa raha hu main

Dil ki suni hai maine to
Dil ki hi main sununga
Pagal sa hi jiya hu main
Pagal sa hi jeeyunga
Mujhe kya jeet haar se
Mujhe pyar pyar se
Hey
Aa raha hu main
Zindagi aa raha hu main
Kar le aa mujhse dosti
Zindagi aa raha hu main
Aa raha hu main
Zindagi aa raha hu main
Kar le aa mujhse dosti
Zindagi aa raha hu main

Aa raha hu main
Ja raha hu main

Utha do asmano ko
Utha do aur bhi uncha
Main apne pankh to kholu
Maja to aaye udne ka
Mujhme hausla bhara
Mujhe tu aazma zara
Hey
Aa raha hu main
Zindagi aa raha hu main
Kar le aa mujhse dosti
Zindagi aa raha hu main
Aa raha hu main
Zindagi aa raha hu main
Kar le aa mujhse dosti
Zindagi aa raha hu main

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *