(Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya – 2
Bina eed ke hi chand ka didar ho gaya – 2
Didar ho gaya tumse pyar ho gaya) – (2)
(Pav me ghungaru bandhkar nachi hai jawani
Nachi hai jawani) – (2)
Ulafat ki shuru ho gayi ek nayi kahani
Ek nayi kahani
Dekho husna phirse ishq par nisar ho gaya – 2
Nisar ho gaya tumse pyar ho gaya
Ji chahta hai chumlu honto ko tumhare hoto ko tumhare – 2
Ye hont kya hai jism-o-jaan hai naam tumhare
Ye dil diwana aapka sarkar ho gaya – 2
Sarkar ho gaya tumse pyar ho gaya
Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya – 2
Bina id ke hi chand ka didar ho gaya
Mujhe allah ki kasam allah allah ki kasam tumse pyar ho gaya ho gaya – 4