Socho Ji Socho Ji Zamana Kya Kahta Hai Lyrics | Zamana Badal Gaya | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Iqbal Qureshi

Socho ji socho ji zamana kya kehta hai
Kehne do ji kehne do ji kehne se kya hota hai

Socho ji socho ji zamana

Roko roko behki ye chal zara karna jamane ka khyal zara

Roke hame kisi ki majal nahi pyar me jamane ka sawal nahi

Sawal nahi sawal nahi sawal nahi sawal nahi
Socho ji socho ji zamana kya kehta hai
Kehne do ji kehne do ji kehne se kya hota hai
Socho ji socho ji zamana

Shama ko aise na hath laga are diwane zara hosh me aa

Tune bulaya hai to jane jaha tere diwane ko hosh kaha

Hosh kaha hosh kaha hosh kaha hosh kaha
Chhodo jo chhodo ji zamana kya kehta hai
Kehne do ji kehne do ji kehne se kya hota hai
Chhodo jo chhodo ji zamana kya kehta hai
Kehne do ji kehne do ji kehne se kya hota hai
Chhodo jo chhodo ji zamana

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *