Hey Manaa Hey Manaa Aaj Koi De Raha Hai Sadaa Lyrics | Rooh (songs From The Heart) | Geetika Varde Qureshi

Hey manaa, hey manaa, hey manaa
Aaj koi de raha hai sadaa
Hey manaa, aaj koi de raha hai sadaa
Pyaar ho har disha mein – 2
Geet aisa tu sunaa
Hey manaa, hey manaa, aaj koi de raha hai sadaa
Pyaar ho har disha mein – 2
Geet aisa tu sunaa, hey manaa….
Hey manaa…..hey maana….
Hey manaa, hey manaa, hey manaa aa aa …….

(Patta patta sarsaraaye
Jharane bhi sur milaaye) – 2
Gungunaaye dishaa saari
Gaa uthi hai parchaayi, hey manaa….
Hey manaa, aaj koi de raha hai sadaa

(Sukh paane kahaan chala hai
Tere ghat mein ye basa hai) – 2
Kyun naa samajhe kyun naa maane
Swarg yahaan hai, kyun na jaane, hey manaa….
Hey manaa, aaj koi de raha hai sadaa
Pyaar ho har disha mein – 2
Geet aisa tu sunaa, hey manaa….
Hey manaa…..hey maana….hey maana….

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *