Jaa Khula Hai Aasmaan Lyrics | Rishi | Rishi

Khula hai raasta, koyi nahi hai
Kisise waasta koyi nahi hai

Mujhasa musaafir koyi nahi hai
Main hoon ya phir koyi nahi hai
Safar yeh mujhko le jaa raha kahaan

(Jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
Jaa jahaan jaaye najar yeh dil kahe waha) – (2)

Woh baahe hai kahaan jo tujhko sambhaale
Woh aankhein kisaki hai jo khud mein samaale

Mil gayi woh hasin ?? saraahe
Jindagi ka safar karu usake hawaale
Jo meri ?? ka hai pehara nishaan
(Jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
Jaa jahaan jaaye najar yeh dil kahe waha) – (3)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *