Yeh Sama Hain Na Lyrics | Mr. Prime Minister | Sunidhi Chauhan

Hain yeh sama hain na
Yeh sama hain na
(Paao mein tharkan hain
Chaalon mein chal hain
Saanson mein nagma hain
Jeevan mein taal hain) – 2
Sindoori shaam hain
Aankhon mein josh hain
Khushiyon ki baarish hain
Tann mann madhosh hain
Pyara ishara hain chamka chamka
Chamka sitara hain
Yeh sama hain na

Chorus : yeh sama – 13

Sama sama ae ae sama
Sama sama uuu sama
(Rangon mein khwabon ko ghulne do dhalne do
Hothon pe raagon ko milne do khilne do) – 2
Haathon mein kismat hain aap jo saath hain
Baaton mein jaadu hain aap toh aap hain
Pyara ishara hain chamka chamka
Chamka sitara hain
Yeh sama hain na – 3
Hain na – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *