Mazaa Mazaa Lyrics | Mazaa Mazaa | Shreya Ghoshal | Arun Daga

(Hawa me udana chaahe yeh dil aaj kyon
Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon) – (2)
Ek naya ehsas hain, ek naya andaj hain – (2)
Khula khula badan hain meraa
Maja majja ah ha kya majja – (2)

(Kabhee dil hain yaha, kabhee dil hain waha
Janu na janu, meraa dil hain kaha) – (2)
Kya hain yeh jadu, kya hain yeh nasha
Arey kyon hu bekabu bekabu ho raha
Jawan jawan yeh mann hain meraa
Maja majja ah ha kya majja – (2)

(Kabhee me yeh sochu kabhee me woh sochu
Behakna mai chahu kabhee khud ko roku) – (2)
Najro se koi bole, toh sunti hu kyon
Yeh kaise hain sholey, mai jalatee hu kyon
Dhuan dhuan yeh tan hain meraa
Maja majja ah ha kya majja – (2)

Hawa me udna chahe yeh dil aaj kyon
Kuchh bhee karna chahe yeh dil aaj kyon
Ek naya ekdsas hain, ek naya andaj hain – (2)
Khula khula sa tan hain meraa
Maja majja ah ha kya majja – (3)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *