Pyar Ka Farz Nibhane Ke Liye Aaye Hai, Aakhari Geet Sunane Ke Liye Lyrics | Mazloom | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Pyar Ka Farz Nibhane Ke Liye Aaye Hai, Aakhari Geet Sunane Ke Liye Lyrics | Mazloom | Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya kya hoga
Aur kya kya hoga jab vo raat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya kya hoga jab vo raat aayegi

Mai ghungat me sharmaungi
Mai ghunghat tera uthunga
Mai ghungat me sharmaungi
Mai ghunghat tera uthunga
Hatho se mukhda chupa lungi
Chehre se hath hata dunga
Juk jayegi aanke shrama ke
Aanko ko chumna chahunga
Mai peeche hathti jaungi
Mai aage badta jaunga
Mai peeche hathti jaungi
Mai aage badta jaunga
Aage badhte badhte ki fir vo baat aayegi
Aur kya kya hoga jab vo raat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi

Vo baat batao kya hogi
Chhina jhapti si hogi
Ye chhina jhapti kaisi hai
Chudiya khanke jaisi hai
Chudi ki kanak se kya hoga
Arman humare machlenge
Bad jayegi teji sanso ki
Aur pyar ka saula badkega
Fir patali kamriya teri mere hath aayegi
Kal humare ghar teri barat aayegi
Aur kya kya hoga jab vo raat aayegi

Mai hath chudakar bhagungi
Band hoga vo kamra bahar se
Mai chikunngi ki chilaungi
Mai aage badhunga teri taraf
Mai kamare ki bajli bujha dungi
Hai fir to maja aayega
Bijali bujha ke khol ke khidki dikha ke thenga khud ke aise bhagungi
Na to fir vo baat na fir raat aayegi
Na to fir vo baat na vo raat aayegi
Na to fir vo baat na vo raat aayegi
Na to fir vo raat na vo baat aayegi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *