Saiyaan Tere Prem Ki Diwaani Ban Aai Hun Lyrics | Bahut Din Hue | Lata Mangeshkar | B. S. Kalla

Saiyaan Tere Prem Ki Diwaani Ban Aai Hun Lyrics | Bahut Din Hue | Lata Mangeshkar | B. S. Kalla

O saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun
Saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun
Saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun
Saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun
Mastani ban aai hun diwani ban aai hun

Kaasi udasi sajan mukh par chhaai
Man ki bagiya rasiya kyu murjhaai
Teri umango ki kahani ban aai hun
Maai teri umango ki kahani
Ban aai hun diwani ban aai hun
Saaiyan tere prem ki diwani ban aai hun

Man me sama ja mere sapno ke raja
Ban ke naino ka kajal naino me aa ja
Ban ke naino ka kajal naino me aa ja
Raja tere sapno ki rani ban aayi hun
Diwani ban aai hun saaiyan tere prem ki
Diwani ban aai hun

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *