Ha aa aa aa aa aa………..
Uss dil ki kya baat hai jisame yaar samaaye
Laage na koyi rog use ishq jise ho jaaye
Zehar ya nasha ho tum – (6)
Dard ki dawa ho tum
Zehar ya nasha ho tum – (4)
Aandhiyon ki raaton mein – (6)
Aakhari diya ho tum – (4)
Jindagi ke sehara mein – (5)
Shabnami hawa ho tum – (4)
Maut jaisi duniya mein – (8)
Jine ki ada ho tum – (4)
Zehar ya nasha ho tum – (2)
Dard ki dawa ho tum
Zehar ya nasha ho tum – (4)