Sangeet hain shakti ishwar ki haar
Sur me base hain ram
Raag jo sunaye raag madhur
Rogi ko mile aaram
Ho ho ho
Chandan ka palnaa resham ki dori
Jhula jhulaau nindiya ko tori
Chandan ka palnaa
So ja ru aise mori sajaniya
So ja ru aise mori sajaniya
Sejiya pe soye jaise dulhaniya
Chanda ka tika mathe lagaun
Taaro ki mala tujhi ko pahnaau
Tohe sulaau ga ga ke lori
Jhula jhulaau nindiya ko tori
Chandan ka palnaa
Unche gagan se koi bulaye
Laayi hai pariyaan dola sajaye
Saajan se milne dur chali jaa
Udake tu nidiya furr chali ja
Udake tu nidiya furr chali ja
Chanda pukare aaja chakori
Jhula jhulaau nindiya ko tori
Chandan ka palnaa

