Tere sawaalo ke wo jawab jo mai de na de na saku

Pighale se armaan hain
Do pal ke mehmaan hai
Aankho ke aalon me
Chaahat ki lau jalne do
Tere sawaalo ke wo jawab jo mai de na de na saku
Tere sawaalo ke wo jawab jo mai de na de na saku
Keh rahi hai jo najar tujhe hai khabar ki nahi
Keh rahi hai teri najar tu bekhabar to nahi

Tere bina jindagi hai adhuri
Tere bina kya hai jina
Pighle se armaan hain
Do pal ke mehmaan hai
Aankho ke aalon me
Chahat ki lo jalne do
Tum kaho to mai rok lu
Jo tum kaho to nahi
Sine me hai kaisi khalish
Teri kashish to nahi
Tum kaho to mai rok lu
Jo tum kaho to nahi
Sine me hai kaisi khalish
Teri kashish to nahi
Tere bina jindagi hai adhuri
Tere bina kya hai jina
Pighle se armaan hain
Do pal ke mehmaan hai
Aankho ke aalon me
Chahat ki lo jalne do
Tere sawalo ke wo jawab jo mai de na de na saku