Sach Hai Sanam Lyrics | Love Ke Chakkar Mein | Sadhana Sargam, Shaan | Anand Raj Anand

Itana bata do hame kya hua hai, khoye khoye rehte hai ham – (2)
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam – (4)

Jana hai hamne yeh jana hain, pyar hai ek nasha – (2)
Dil ko betabiyo me aane laga hai maja
Jadu kya chalaya kyon dil tumpe aaya
Abb tak yeh samjhe naa ham
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam – (4)

Yeh toh mohabbat ke mausam hai, aao mohabbat kare – (2)
Jee toh hamara yeh karta hai bahon me tumako bhare
Hone do chubhan yeh jalne do agan yeh, kuchh toh hua kamse kam
Lagata hai hampe hone laga hai, mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam – (4)
Itana bata do hame kya hua hai, khoye khoye rehate hai ham
Lagata hai hampe hone laga hai mohabbat kaa koee karam
Sach hai sanam – (4)
La la lala la…………..

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *