Beeta mausam fir aaya hai – 2
Yado ki purvayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho or tanhayi bhi
9koi jhokha jo gujare aagan se
Chal teri dikhai deti hai) – (2)
(Sidhiyo se utharti hai shyam ko
Teri payal sunayi deti hai) – (2)
Bariso ke mahine me aksar
Gile pani ki bochhar aati hai
(Bhig jate hai palko ke parde
Teri bato ki jhankar aati hai) – (2)
Kaise kaise yaad aate hai – 2
Apne bhi harjayi bhi
Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi
Kahte hai ki jhil kinare – 3
Ek chand nahane aata hai – 2
(Badali ki tarah pani me khada
Ab kisko rijhane aata hai) – (2)
Kya ab bhi wo sab hota hai – 2
Milani bhi or judai bhi – 2
(Aisa to kam hota hoga
Wo bhi ho tanhayi bhi) – (2)