Kaleje mein jo lag jaati to kya hota – 2
Bina dushman akela reh gaya hota – 2
(Tujhe tanhayi kha jaati
Tu pagal ho gaya hota) – 2
Bina dushman akela reh gaya hota
Bina dushman akela rah gayaa hota
Aai aai re – 4
Akela reh gaya hota
(Akela kya karega koi sarhad ka
Bina dushman na matlab ka na maksad ka) – 2
Lakeeren kheench kar
Tanha kabaddi khelta hota
(Kaleje me jo lag jaati to kya hota
Bina dushman akela rah gaya hota) – 2