Kartab Hai Balwan Jagat Me Lyrics | Shri Ganesh Mahima | Mohammed Rafi | S N Tripathi

Kartab Hai Balwan Jagat Me Lyrics | Shri Ganesh Mahima | Mohammed Rafi | S N Tripathi

Kartab hai balwan jagat me
Kartab hai balwan
Kartab hai balwan jagat me
Kartab hai balwan

Ek din janta ne sita par
Jhutha kalank lagaya
Ram chandar ne pran priya ko
Vanvasini banaya
Kartab ke aage mamta ka
Hua maha balidan hua maha balidan
Jagat me kartab hai balwan

Satyawadi the harish chandar
Jo raja se ban gaye rank
Aur harijan hath bikaye
Daso ke das kahaye
Kintu satya pe atal rahe
Paya jag me samman
Jagat me kartab hai balwan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *