Yeh Baharo Ke Din, Yeh Suhana Sama Lyrics | Kundan | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi | Ghulam Mohammed

Yeh baharo ke din, (yeh suhana sama -2)
Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan – (2)
Yeh baharo ke din ho ho ho ha ha ha

O o o aaj gate chalo, muskurate chalo
Mastiya jindagee kee lutate chalo, abb nahee koyee gam
Apni manjil pe ham aa gaye hain sanam
Dono sathee mile, (ban gaya karavan -2)

Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan – (2)
Yeh baharo ke din ho ho ho ha ha ha

Shouting
Shouting, twice

Aa aa aa ho o o
Tum hamare huye, ham tumhare huye
Mil gaye do mohabbat ke mare huye
Tere dam se sanam, hai yeh dil ka chaman
Pyar kee anjuman, jindagee hai hasin
Aaraju hai jawan – (2)

Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan
Yeh baharo ke din ho ho ho ha ha ha

Yeh baharo ke din, yeh suhana saman
Abb toh sun lijiye, pyar kee daastan – (2)
Yeh baharo ke din ho ho ho

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *