Tere Bina Ek Pal Lyrics | Khwaishein (Aneek Dhar) | Aneek Dhar | Shibu-Pintu

(Tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) – (2)
Ho o o o tere bina ek pal main jiya abb agar – (2)
Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
Tere bina ek pal main jiya abb agar
Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
Dhundegi tu mujhe baadalon mein sada – (2)
Aasmaano ka main ho jaayunga
Tere bina ek pal

Tere bina ek pal – (2)
(Bebasabab tu gaya, ghum sada main huwa
Tere bin abb yahaan, bewajah main jiya) – (2)
Lautkar tu nahi aayi toh main yahaan – (2)
Raat ki raahon mein kho jaayunga
Tere bina ek pal
(Tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) – (2)

(Kyun meri har duwa ban gayi badduwa
Aisa maine kya kiya ho gayi tu khafa) – (2)
Sehami sehami hai ghata, thehari thehari hai hawa – (2)
Begaana main khud se ho jaayunga
Tere bina ek pal main jiya abb agar – (2)
Toh dard ki aaghosh mein so jaayunga
Dhundegi tu mujhe baadalon mein sada – (2)
Aasmaano ka main ho jaayunga
Tere bina ek pal
(Tere bina ek pal -2, suna yeh jahaan) – (4)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *